Mutton Yakhni Pulao. With dehi and Tea.
You can have Mutton Yakhni Pulao. With dehi and Tea using 11 ingredients and 9 steps. Here is how you cook it.
Ingredients of Mutton Yakhni Pulao. With dehi and Tea
- Prepare 1 of , Killo fresh mutton.
- You need 1 of , Killo chawel.
- Prepare 1 of , Tbsp zeera.
- You need 4 of , Piyaz.
- You need 1 of , Tukra adrak.
- It's 2 of , pothi lehsan.
- It's 4 of , Tamater.
- It's 10 of , Hari mirch.
- You need 1 of , Tbsp sabit garam masala mix.
- Prepare 1,1 of /2, Tbsp namak.
- Prepare 4 of , Cup oil.
Mutton Yakhni Pulao. With dehi and Tea step by step
- 2 addad piyaz adark lysun sabit hi dal dain,2, tamator namak aur 5 addad hari mirch dal kar nsabit sookha dhaniya ghosht ko boil kar lain. ab gosht ko nikal kar oil main fry karlain.
- Abb gosht ko nikal ka oil garam kar ke gosht fry kar lain..
- Aur yakhni ko chan ke rakh lain..
- Abb issi oil main 2, piyaz light brown kar ke,2, tamater,5,harch 1, tbsp namak garam masala zeera dal ke masala bhon lain..
- Masala bhon ke gosht dal ke bhi thora bhon lain..
- Abb 1,Killo chawel ke agar 3, glass bantay hain to 5, glass yakhni gosht main dal ke boil aanay dain..
- Jab boil a jaye to chawel dal dain.darmiyani aanch par 10.mint tak paknay dain..
- 10 mint baad dekhain paini sookh geya hai to halki aanch par chawelon ko 25 sy 30 mint tak dam dy dain..
- Serve,sehri main khana khany ke baad dehi zaror lain iss sy seenay main jalan nahi ho gi.and meray jaisay chaye peetain hain ke sar main dard na ho 😜😊👍😋.